Posts

:---πŸ” High Profit Earn Karne ke Top 7 Tarike in Poultry Farming – Poultry Farm

πŸ”  Poultry farming ek bahut hi faidemand business hai, lekin sirf murga/murgi palne se hi paisa nahi banta. Agar aap smart planning aur right strategy ke saath kaam karein, to lakhon ka munafa possible hai. Aaiye jaante hain poultry farming mein high profit kamane ke 7 best tareeke: 1. ✅ Apna Feed Khud Banayein – Cost 30% Tak Kam Feed poultry farming ka sabse bada kharcha hota hai. Agar aap Pre-starter, Starter aur Finisher feed khud banate hain to aapka profit margin 20-30% tak badh sakta hai. πŸ‘‰ Tips: Soybean, maize aur rice bran ka sahi combination use karein Local suppliers se sasta raw material lein Feed analysis lab se formulation verify kara lein 2. 🐣 Breeder Farm + Hatchery Setup Karein Agar aap sirf broiler le kar palte hain, to aap per chick ₹25-30 ka kharcha karte hain. Lekin agar aapka khud ka breeder farm aur hatchery hai, to ye cost ₹10-15 tak aa sakti hai – aur baaki chicks bech kar bhi kama sakte hain. πŸ‘‰ Example: 1000 breeder hens se mahine k...

summer me poultry farm me management kaisey karey

Chaliye shuru kartey hai aaj ka topic summer yani garmi me hum apni murgiyo ka bachav kaisey kar saktey hai  Jaisa ki aap sabhi ko pata hai garmiyo ka mosam har saal temperature din par din bar raha hai aisey me murgiyo me mortality bahut zyada hoti hai  To hum ko sabsey pehley shade ke andar ka temperrature maintain karna hoga shade ke andar temperature 30 se 32 °C hona bahjt zaruri hai Chaliye jantey hai control kaisey karey hum ko shed me FOGGER,,COOLING PADS,, laganey hai DIN ME 2,,,,, 3 BAR SHADE KE BAHAR PANI KA CHIRKAW KARNA HOGA IS SE FARM KE ANDAR THORA BAHUT  TEMPERATURE KAM HOGA OR MURGIYO KO RAHAT MILEGI PANI KA SAHI INTAZAM DEHIDERSTION SE BACHAV  PANI HAMESHA SAAF OR THANDA RAKHIYE Pani me ye cheezey milaye ELECTROLYTE POWDER- heat stress kam karney me madad milti hai Litter Management – Garmi Mein Sabse Badi Galti Yahin Hoti Hai Litter depth: 3–4 inch rakhein. Litter gila ya garam ho to immediately hataayein. Lime powder (chuna) ka chhidkav karein. Har...

Boiler poultry farming me 32 se 35 din me munafa ( profit ) kitna hoga kaisey kamaye aiye jantey hai

Image
Assalam walaikum ,,,,namashkar ,,, apney blog dekhney walwy bhaiyo ko sabhi bhai support kariye esi esi post roz milengi is se best or income ke sath Aaj hum bat karengay poultry farm 25,000 me honey waley profit or kamai ki jo aap sabhi ko bahut pasand ayegi chaliye batatey hai apko Aap poultry farm ke andar contract farming se kitna income kar saktey hai Apko company choose karni hai [[ ib ]] jo india ki best company me se 1 hai jo apset rent par murgi palwati hai apko apni jeb se kuch bhi nahi lagata only tean shade or machinery lagana hai baki sab cheez compang degi jaisey [[[MURGI BACCHA ,,,,DANA ,,,DAWAI OR SABHI CHEEZ ]]] Point 1:  25,000 murgiyo ke liye apkey pass shade ka size 47 x 350 hona bahut zaruri hai q ki bird ko 0.65 sqr feet ki jagha chahiye to is hisab se 47 x 350 =16,450 ÷0.65 = 25,000 bird Point 2 : murgi farming me jab hum murgi ko paltey hai to mortality zarur hoti hai 3 se   10 % tak to chalo hum 5 % mortality pakartey hai hamarey pass murgi bachi ...

Broiler Murgi 45 Din Me 2.5 Kg Kaise Karein – Full Feed & Light Plan”

Image
> Agar aap chahte hain ki aapki broiler murgi sirf 45 din me 2.5 kg tak ka weight le aaye, to yeh 3 cheezon ka dhyan rakhein: 1. Pre-Starter Feed (0-10 din): Mash feed use karein Protein: 22–23% Har 2 ghante me chhota feed 2. Starter Feed (11-24 din): Crumble feed dein Protein: 20–21% Clean water aur 20 hours light zaroori hai 3. Finisher Feed (25-45 din): Pellet feed dein Protein: 18–19% Din me 4 dafa feeding, aur 23 hours light use karein Light Plan: 23 ghante light + 1 ghanta rest Zyada light se murgi zyada khayegi, aur weight banega Bonus Tip: MBM (Meat Bone Meal) aur liver tonic se feed ka result aur better hota hai. Aapka poultry farm bhi is formula se high performance de sakta hai.